DESI SHAYERI (POETRY)
yeh ishq
nahin hain aasaan, ek aag ka darya hai, aur doob ke jaana hai......
MIXED SHAIRS PART I | MIXED SHAIRS PART II | MIXED SHAIRS III | MIXED SHAIRS IV |
FUNNY SHAYERI | GHAZALS |
MISCELLANEOUS SHAIRS (POEM) : PART 4
| |
Bebasii jurm hai hauslaa jurm hai zindagi teri ik-ik adaa jurm hai aye sanam tere baare mein kuch sochkar apne baare mein kuch sochna jurm hai yaad rakhna tujhe mera ek jurm tha bhool jana tujhe doosra jurm hai kya sitam hai ke tere hasin shehar mein har taraf gaur se dekhna jurm hai Sheeshe ke gharon main dekho
to Suraj ko diya dikhane se kya
fayeda, Hasti aaankhain, hastaaa
chehra Mere rooh ki haqeeqat Tum mujhe bhool kar to
dekho Aaj Tu Kali Hai, Kal Gulab
Hoga |
Bhoolne wale se koyi keh de zara, Is tarah yaad aane se kya fayeda, Jab mere dil ki duniya basti nahi, Phir khyalon main aaane se kya fayeda, Aasra de ke dil tor te hain mera, Is tarah sataane se kya fayeda, Mujh pe bijli girao to jaanu sahi, Aashiane par girane se kya fayeda Yeh ladki jawani main, jawani
se, jawano ko tarpaye gi Baat karni mujhe mushkil kabhi aisi to
na thi Raat itni haseen thi Yaaron mar bhi gaya to, Aandhi aati hai, tufaaan chale
jaate hain Raat itni haseen thi |
| MIXED SHAIRS PART I | MIXED SHAIRS PART II | MIXED SHAIRS III | MIXED SHAIRS IV |
| FUNNY SHAYERI | GHAZALS |